Urdu Poetry (mujhe btata) Love poetry-Qeemti batein
وہ دل کی باتیں زمانے بھر کو نہ یوں سُناتا، مجھے بتاتا
وہ ایک دفعہ تو میری محبت کو آزماتا مجھے بتاتا
زبانِ خلقت سے جانے کیا کیا وہ مجھ کو باور کرارہا ہے
کسی بہانے انا کی دیوار کو گراتا ، مجھے بتاتا
زمانے والوں کو کیا پڑی ہے سنیں جو حال دل شکستہ
مگر میری تو یہ آرزو تھی مجھے بلاتا ، مجھے بتاتا
مجھے خبر تھی کہ چپکے چپکے اندھیرے اس کو نگل رہے ہیں
میں اس کی راہ میں اپنے دل کا دیا جلاتا ، مجھے بتاتا
ستم کیا ہے منیرؔ اس نے جو شہر چھوڑا ہے خامشی سے
میں اس کی خاطر یہ ساری دنیا بھی چھوڑ جاتا مجھے بتاتا
Woh dil ki baatein zamane bhar ko nah yun sunataa, mujhe batata
Woh aik dafaa to meri mohabbat ko aazmaata mujhe batata
Zubanِ-e-khalqat se jane kya kya woh mujh ko bawar krarha hai
kisi bahanay anaa ki deewar ko girata, mujhe batata
zamane walon ko kya pari hai sunein jo haal-e-dil shikasta,
magar meri to yeh arzoo thi mujhe bulaataa, mujhe batata
mujhe khabar thi ke chupkay chupkay andheray is ko nigal rahay hain
mein is ki raah mein apne dil ka diya jalataa, mujhe batata
sitam kya hai muneer is ne jo shehar chorra hai khamshi se

mein is ki khatir yeh saari duniya bhi chore jata mujhe batata